Friday, July 20, 2007

Ghalib ki kalam se

Na tha kuchch to Khuda tha,
kuchch na hota to Khuda hota
duboya mujhko hone ne,
na hota main to kya hota ?

Hua jab gham se yoon behis to gham kya sar ke katne ka
na hota gar juda tan se to zaanoon par dhara hota

Huee muddat ke 'Ghalib' mar gaya par yaad aata hai
wo har ek baat pe kehna, ke yoon hota to kya hota ?

0 Comments:

blogger templates | Make Money Online