Monday, January 21, 2008

ho na jaaye kahin izhaar

aayi zanjeer ki jhankaar, khuda khair kare
dil hua kiska giraftaar, khuda khair kare

jaane ye kaun meri rooh ko chhoo kar guzra
ek qayamat hui bezaar, khuda khair kare

khoon dil ka na chhalak jaaye meri aankhon se
ho na jaaye kahin izhaar, khuda khair kare

-------------------
a must listen for ghazal lovers
Razia Sultan (1983)
sung by Kabban Mirza

0 Comments:

blogger templates | Make Money Online